• Saturday, November 08th, 2008
(Kuchh Khaas Hai Kuchh Paas Hai, Kuchh Ajanabi Ehsaas Hai
Kuchh Duriyaan Najdikiyaan, Kuchh Hans Padi Tanhaayiyaan
Kya Yeh Khumaar Hai, Kya Aitbaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad
Kya Yeh Bahaar Hai, Kya Intjaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad) - 2
Kuchh Saanz Hai.., Jaage Se Jo Kal Soye
Alfaaz Hai.., Chup Se Nashe Mein Khoye
Nazar Hi Samjhaaye, Yeh Guftgu Saari..
Koyi Aarju Mein Hai, Angadaayi Pyaari..
Kya Yeh Khumaar Hai, Kya Aitbaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad
Na Inkaar Hai, Na Ikraar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad
Kehna Hi Kya.., Tera Dakhal Na Koyi
Dil Ko Dikha.., Dil Ki Shakal Ka Koyi
Dil Se Bhi Meri, Ik Shart Yeh Aisi..
Laage Jeet Si Mujhako, Yeh Haar Hai Kaisi..
Kyun Yeh Pukaar Hai, Kyun Bekaraar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad
Jaadu Sawaar Hai, Na Ikhtiyaar Hai
Shaayad Yeh Pyaar Hai, Pyaar Hai Shaayad
Pyaar Hai Shaayad
Kuchh Khaas Hai Kuchh Paas Hai, Kuchh Ajanabi Ehsaas Hai..
Pyaar Hai Shaayad, Pyaar Hai Shaayad, Yah
Category: others
|
Tags: Aisi, Aitbaar, Bahaar, Bhi, Fashion, Ka, Khaas, Ki, Ko, Kya, Lyrics, Meri, Nazar, Paas, Padi, Saari, Shakal, Shart, Yah |
Leave a Comment
• Saturday, November 08th, 2008
Aashiyana.....
Aashiyana.....
Aashiyana.....
Mujhko Hai Mila Meri Manjil Ka Nishan
Kyun Abb Ho Gila Koyi Abb Na Hai Gumaan
(Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani) - 2
(Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan
Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2
Aashiyana.....
[ Aashiyana Song Lyrics @ http://www.masti4india.com]
Roko Na Mujhe, Koyi Toko Na Mujhe
Dheere Dheere Haule Haule Khona Hosh Hai
Khushbu Iss Kadar, Mujhe Abb Kahaan Hai Sabar
Dheere Dheere Haule Haule Dil Madhosh Hai
(Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani..) - 2
(Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan
Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2
Puri Ho Gayi, Meri Arji Khwaab Ki
Halke Halke Chhalake Chhalake Hai Sab Jaam Bhi
Ho Ho Khushoyon Ne Abhi, Ki Hai Mujhase Dosti..
Halki Halki Chhalaki Chhalaki Hai Kuchh Shaam Bhi
(Hoo Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si, Meri Jindagaani) - 2
(Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan
Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2
Aashiyana.....
Category: others
|
Tags: Abb, Abhi, Bhi, Dosti, Fashion, Gayi, Gila, Ka, Khushbu, Masti4india Com, Mila, Shaam, Song Lyrics, Toko |
Leave a Comment