Aaja re aaja re aaja re aahh…
Aise jalta hai jiya jaise diyaa
Jeena saku ab main tanha hoon piyaa
Aise jalta hai jiya jaise diyaa
Aise jalta hai jiya jaise diyaa
Jee na saku ab main tanha hoon piyaa
Aise jalta hain jiyaa
Bechain mere man ka mayuraa
Lagta hain tanha jeevan adhuraa
Tan mein lagi hain virhaa ki jwalaa
Ab to pila de adharo ka pyalaa
Trishnaa pukare mere sun beriaah
Aise jalta hain jiya jaise diyaa
Jee na saku ab main tanha hoon piyaa
Aise jalta hain jiyaa
Tu hain akela main hoon akeli
Sooni padi hai saari haveli
Betabion ka pal be sabar hai
Ab hone wali jaldi saher hai
Doori mita de milke aa saathiyaa
Aise jalta hain jiya jaise diyaa
Jee na saku ab main tanha hoon piyaa
Aise jalta hai jiyaa
No related posts.
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.

